Live Traffic
Labels
- 2010 (1)
- Azad Nazm (1)
- Bashir Badr (11)
- Bewafa (1)
- Broken Heart (3)
- Dard Bhari Urdu Shayari (2)
- Dard Shayari (6)
- dard urdu sher (1)
- Dardbhari Ghazal (1)
- Dosti Shayaris (1)
- Dushyant kumar (2)
- Gazals (5)
- Ghalib Shayari (1)
- Gham (4)
- Ghazal (4)
- Ghazals (12)
- HaMaRi AdHoOrI KaHaNi (1)
- Happy New Year (1)
- Hindi Kavita (2)
- Hindi Shayari (2)
- Inspirational shayaries (6)
- Ishq Shayaris (1)
- IT Engineer Ki Shayari (1)
- Janam din (1)
- Judai Shayari (1)
- love shayari (26)
- Love shayaries (5)
- love urdu sher (2)
- maa (1)
- Mazahiya Shayari (1)
- Mother (1)
- Munawwar rana (1)
- Nida Fazli (3)
- Rahat Indori (1)
- romantic shayari (26)
- Romantic Urdu Shayari (2)
- Sad Ghazal (1)
- Sad Shayari (12)
- Sad shayaries (3)
- Sad Urdu shayari (1)
- shaayari (4)
- Shayari in Urdu (1)
- sher o shayari (4)
- SMS urdu shayari (1)
- sms urdu sher (1)
- Tanhayi Shayari (1)
- Urdu Azad Nazm (1)
- urdu gazal (1)
- Urdu Ghazal (8)
- urdu ghazals (1)
- Urdu Love Ghazal (1)
- Urdu Love Shayari (3)
- urdu nazm (1)
- urdu poetry (1)
- Urdu Romantic Ghazal (1)
- Urdu Romantic Shayari (4)
- Urdu Romantic SMS (2)
- Urdu shair (1)
- Urdu Shayari (19)
- Urdu Shayari -Love Shayari-Shayari (1)
- Urdu Shayaris (1)
- Urdu shayeri (1)
- Urdu Sher (5)
- Urdu Shyari (1)
- Urdu SMS (1)
Ghazals of Bashir Badr
Zamaana Dekhega aur Main na Dekh paoonga
Hayaat-o-Maut,Firaaq-o-Wasaal sab yakja
Main ek Raat mein Kitne Diye Jalaoonga
Pala Barha Hoon abhi tak inhi Andheron mein
Main Tez Dhoop se kaise Nazar Milaaoonga
Mere Mizaaj ki yeh Mardana Fitrat hai
Sawere Sari Aziyat main Bhool Jaoonga
Tum ek Perd se baawasta ho magar main to
hawa ke Saath Bahut Door Door
Jab Sehar chup ho Hansa lo Hum ko
Jab Andhera ho jala lo hum ko
hum Haqeeqat hain Nazar aate hain
Daastano mein Chupa lo hum ko
Din na Paa Jaye kahi Shab ka Raaz
Subah se pehle Utha lo Hum ko
Hum Zamaane ke Sataaye hain Bahut
Apne Seene se laga lo Hum ko
Waqt ke Honth hume Choo Lenge
Un kahe Bol Hain Gaa lo Hum ko
shayaris and ghazals of bashir badr
Khud raah bana lega behta hua paani hai
Ik Zehan-e-Pareshaa'n mein Khaab-e-Ghazalistan hai
Patthar ki Hifaazat mein Sheeshe ki Jawani hai
Dil so jo Choote Baadal To Aankh mein Saawan hai
Thehra hua Dariya hai Behta hua paani hai
Aye Peer-e-Khiradmandaa'n Dil Ki bhi Zaroorat hai
Yeh Shehar-e-Ghazaalaa'n hai Yeh Mulk-e-Jawaani hai
gham
Har roz hume Milna Har Roz Bicharna hai - Bashir Badr
Main Raat ki Parchaayi, Tu Subah ka Taara hai
Aalam ka ye sab Nksha Bacchon ka Gharonda hai
Ik Zarre ke kabze mein Sahami hui Duniya hai
Humraah Chalo Mere ya Raah se Hat Jaao
Deewar ke Roke se Dariya Kahin Rukta hai??
Un ke hi Ishaaron par yeh Raat mili hum ko
Jin Chacnd se Chehron ka Saaya bhi Sunehra hai
sannate ki shakhon par kuch zakhmi parinde
Bashir Badr Sabz Patte Dhoop ki ye Aag jab Pee Jayenge
Ujle Fur ka Coat pahne halke Jaare Aayenge
Geele Geele Mandiron mein Baal Khole Dewiaan
Sochti hain Un ke Sooraj Devta Kab Aayenge
Surkh Neele Taare Dorte hain Barf par
Kal Humari Tarah ye bhi Dhoop mein kho Jayenge
Din mein Daftar ka kalam Mil Ki Machinein sab hain Hum
Raat aayegi to Palko pe Sitaare Aayenge
Shaam tak Mela hai Pagal Pair Panchi kis
Janam din Shayari Tere Janam Din Par Tujhe Kya Pesh Karu
Taj mahal Doon Tujhe Ya chaand Pesh Karu
Aur To Kuch Nahi Mere Pass Aye Mere Sanam
Sochta Hoon Bas Tujhe Apni wafa Pesh Karu
Har Kadam mein teri hi aahat sunaai deti hai
Kya karu ki dard ab teri judaai deti hai
Neend bhar soye hue arsa hua mujhko
ke rat bhar khwaabo mein ab tu hi dikhaai deti hai
Khil khilahat se teri khilta tha yoon jo ghar
Khaamsohi ab deewar pe chaspa sunai deti hai
Jhoothi khushi se rokta hu saaki main apna gham
Tanhaai aa aa kar mujhe sachhi rulaai deti hai
Kahte hain kaaynaat me rangi hai har
shola-e-ishq bujhana bhi nahi chahta hai
Wo magar Khud ko jalana bhi nahi chaahtaa hai
us ko manzoor nahi hai meri gumraahi bhi,
aur mujhe raah pe laana bhi nahi chahta hai
sair bhi jism ke sehraa ki Khush aati hai magar,
der tak Khaak uRaanaa bhi nahiN chaahtaa hai
kaise us shaKhs se tabir pe israar kareN
jo koi Khwaab dikhaana bhi nahiN chaahtaa hai
Other Love Shayaries and Ghazals:
Is
Urdu Shayari - Urdu Romantic Shayari
Urdu Shayari - Urdu Romantic Shayari
Maine usko salam likh bheja hai
Haale dil tamam likh bheja hai
Maine pucha tere hont kaise hain
Usne ik lafz jaam likh bheja hai
Maine pucha tere baal kaise hain
Usne Qudrat ka inaam likh bheja hai
Maine pucha kab hogi mulaqaat
Usne qayamat ki shaam likh bheja hai
Maine pucha intna tadapti kyun hai
Us ne jawani ka inteqam likh bheja hai
Maine pucha tere khadu khal kaise hain
Usne husne tamam likh bheja hai
Maine pucha tujhe nafrat kis cheez hai
Usne Kambakhat Mera hi naam likh bheja hai
Wo ek dost jo mujhko KHUDA sa lagta hai
bahut kareeb hai phir bhi juda sa lagta hai
NaKhuda Saath hai phir bhi humen saahil na mila
Naseeb humara humsee khafa sa lagta hai
Saari khushiyaan hui haasil hume Zamane ki
phir bhi dil main to koi ghum chupa sa lagta hai
Woh Aik Dost Jo Mujko Khuda" sa lagta hai
koi jab do dilo ke darmian nahin doori
jism ka jism se kyon faslaa sa lagta hai
Other
Chali aati hain dabe paaon teri yaadein shaam dhale
Urdu Shayari - Sad Urdu Shayari - Urdu Shayaris
Urdu Shayari - Sad Urdu Shayari - Urdu Shayaris
Itni muddat baad milay ho!
Kin sochon mien gum phirtay ho?
Itnay khaif kion rahtay ho?
Her aahat say darr jatay ho
Taiz hawaa nay mujh say poocha
Rait per kia likhtay rahtay ho?
Kaash koi hum say bhi poochay
Raat gaye tak kion jagay ho?
Mien darya say bhi darta hon
Tum darya say bhi gahray ho
Kaun si baat hai tum mien aisi
Itnay achay kion lagtay ho?
Peechay murr kar kion dekha tha
Patthar ban kar kia taktay ho
Jao jeet ka jashan manao
Mien jhoota hon tum sachay ho
Apnay shahar kay saray logon say
Meri khatir kion uljhay ho
Kahnay ko rahtay ho dil mien
Phir bhi kitnay duur kharay ho
Raat humien kuch yaad nahi tha
Raat buhut hee yaad aye ho
Hum say na poocho hijar kay qissay
Apni kaho abb tum kaisay ho
Faraz tum badnaam buhut ho
Jaisay ho phir bhi achay ho
Urdu Shayari - Shayari in Urdu - Urdu shayeri
Urdu Shayari - Shayari in Urdu - Urdu shayeri
Apane Khvaabon me tujhe jis ne bhii dekhaa hogaa
Aankh khulate hii tujhe Dhundhane nikalaa hogaa
Zindagii sirf tere naam se mansuub rahe
Jaane kitane hii dimagon ne ye sochaa hogaa
Dost ham us ko hii paiGaam-e-karam samajhenge
Terii furqat kaa jo jalataa huaa lamhaa hogaa
Daaman-e-ziist me ab kuchh bhii nahi hai baaqii
Maut aa jay to yaqiinan use dhokaa hogaa
Raushanii jis se utar aai lahuu me mere
Ay masiihaa vo meraa zaKhm-e-tamannaa hogaa
Urdu Shayari -Love Shayari-Shayari
Urdu Shayari -Love Shayari-Shayari
Koi hath nahi khali hai
Ye nagri kaisi hai
koi kisi ka dard na jane sab ko apni padi hai
Uska bhi kuch haq hai aakhir
Usne mujhse nafrat ki hai
Phool dawa jaise mahke hai
kisi bimar ki subah hui hai
Jaise sadiyan beet chuki ho
Phir bhi aadhi raat abhi hai
Kaise kategi tanha tanha
Itni sari umer padi hai
Hum dono ki khub nibhegi
Main bhi dukhi hu woh bhi dhuki hai
urdu poetry aka Urdu Shayari, urdu ghazals
urdu poetry aka Urdu Shayari, urdu ghazals
Aisa lagta hai zindagi tum hoAjnabi kahe ajnabi tum ho
Log kahte hain ajnabi tum ho
Ajnabi meri zindagi tum ho
Mujhe apna shareeke gham karlo
Yun akele bahot dukhi tum ho
Dosto se wafa ki ummiden
Kis zamane ke admi tum ho
Dil kisi aur ka na hosaka
Aarzo meri aaj bhi tum ho
Main zamin pe ghana andhera
Aasman ki chandni tum ho
Log aate hain log jate hain
meri aankhon mein aaj bhi tim ho
Partners
Hyderabad (Nizami)
Latest Cars
Free Games
Online Movies
Free Softwares
Indian Babes
Shopping Coupons
Free Ebooks
Online Jobs
Model Girls
Shayari
Free Pictures
Blogger Tricks
Movies Download
Top Actress Pics
Full Version Softwares/Games
Free Music Download
Latest English Movies
Free Telugu Songs
Free Online English Movie
Old Hindi Songs Download
Shaan Movies
Free Online Songs Download
Bridal Saree Salwar Wear
Best Paying Adsense Keywords
Sher Shayari
Sher-O-Shayari
Fast Racing Cars
Latest Amazing News
Blog Archive
-
▼
2009
(97)
-
▼
June
(15)
- Ghazals of Bashir Badr
- Jab Sehar chup ho Hansa lo Hum ko
- shayaris and ghazals of bashir badr
- Har roz hume Milna Har Roz Bicharna hai - Bashir Badr
- Bashir Badr Sabz Patte Dhoop ki ye Aag jab Pee Jay...
- Janam din Shayari Tere Janam Din Par Tujhe Kya Pes...
- Har Kadam mein teri hi aahat sunaai deti hai
- shola-e-ishq bujhana bhi nahi chahta hai
- Urdu Shayari - Urdu Romantic Shayari
- Wo ek dost jo mujhko KHUDA sa lagta hai
- Chali aati hain dabe paaon teri yaadein shaam dhale
- Urdu Shayari - Sad Urdu Shayari - Urdu Shayaris
- Urdu Shayari - Shayari in Urdu - Urdu shayeri
- Urdu Shayari -Love Shayari-Shayari
- urdu poetry aka Urdu Shayari, urdu ghazals
-
▼
June
(15)